Huzoor صلى الله عليه و سلم ke naam ke sath S.A.W.likhna ?
⭕AAJ KA S A W A L- 945⭕
Kya Huzoor SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ke Naam Ke Saath MukammaL Durood Ki Bajaaye Sirf S.A. Likhna Jaaiz hai?
🔵J A W A A B- 945🔵
Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ke Naam Ke Saath Sirf A.S. Likhna Ya isitarah Ka Koi aur Mukhaffaf {Abbreviated} Lafz Likhna Jo Durood Ki Taraf Ishaara Kare BakheeLi aur KhiLaafe Adab hei, Istarah Likhne Se Durood Ka Koi Faaidah aur Sawaab haasiL Nahie hota, Is Liye Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ke Naam Ke Saath MukammaL Durood Likhne Ka Ehtimam Karna Chaahye.
📒 DaruL Iftaa WaL-qazaa, Jamia Binoria.
و اللہ اعلم
📝 TASDEEQ Mufti Imran Ismail Memon.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india
📱💻http://www.aajkasawal.page.tl
📱💻
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment