Thursday, March 16, 2017

MASJID ME NAQSHO NIGAAR KARNA

*MASJID ME NAQSHO NIGAAR KARNA*

⭕AAJ KA SAWAL NO.951⭕
Masjid ki diwaron aur farsh-qaalino-safon me rang berang ki Design karvana kaisa hai?

🔵 AAJ KA JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Masjid me aisi rang-birang ki Design karvana jo namaz me khayal ko muntashir (hata huwa) kar de makrooh hai aur khaas kar mehraab aur qiblah ki diwaar me ziyadah makrooh hai.

📗SHAAMI  KHULASATUL FATAWA)

  Hazrat umar farooq رضی اللہ عنہ se riwayat hai ke huzoor SALALLAHU ALAYHE WASALLAM ne farmaya hai ke jab kisi qaum ka kaam bigadta hai to woh apni masjidon ko naksho nigar aur bel bote (ful patti ki) design se Sajaane lagte hai.
📗ibne maajah

📗ADABUL MASAJID AZ MUFTI SHAFEEA R.A.SAFA 16

و اللہ اعلم

📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india

📱💻http://www.aajkasawal.page.tl

*JOIN Telegram Channel*

Telegram.me/Aajkasawal

*Daily Visit Our Website:*

https://IslamicGrp.weebly.com

*Like Our Facebook Page:*

http://facebook.com/IslamicGroup0

*Download Our Android App:*

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...