💵 *GHRAHAK LANE PAR COMMISSION LENA*
⭕AAJ KA SAWAL NO.950⭕
Khareedar dukandar ke paas aese shakhs ke sath aaye ke jo us cheez ki khareedee se waqifayat rakhta ho, woh aane wala shakhsh dukandar se apne is gharahak lane par commission ka mutalabah kare to ye surat jaiz hai ya nahi?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
us shakhs ka dukandar se commission ka mutalabah karna jaiz nahi ye rishwat ke hukm me hai.
han agar dukandar ne kaha ho ke mere liye ghrahak talash kar ke lawo to woh shakhs ghrahak ko dukan tak
pahonchaye to commission lene ki gunjaish hai.
و اللہ اعلم
📗AHSANUL FATAWA JILD 5 UNICODE SAWAL NO.1826
📘FATAWA QASMIYAH 21/664
✏IMRAN ISMAIL MEALMON HANFI GUFIRA LAHOO
🕌USTAZE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
‘’
📲Roman urdu me masail ke liye zaroor dekhe
http://www.aajkasawal.page.tl
Hamre Sabhi Sawal jawab Aur Bhi baht kuch Message pane Ke liyA Islamic Group Application download Kre.. 👇🏿
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment