Wednesday, June 28, 2017

SHAWWAL KE ROZAH KE SATH NAFAL ROZAH KI NIYYAT

*SHAWWAL KE ROZAH KE SATH NAFAL ROZAH KI NIYYAT*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1056⭕

mera pir jumearat ko aur ayyame beez 13,14,15 islami tareekh ko rozah rakhne ka Ma'amul hai to kya me in rozon ke saath shawwal ke 6 rozah ya'ani shash eid ke rozon ki niyyat kar sakta hun?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Ji, nafal rozon ke saath dusre in nafal rozon ki niyyat bhi kar sakte hain.

Ba'az ulamaa ke Kehne ke mutabiq dono ki Fazeelat aur sawab milega insha allah

📗KITABUN NAWAZIL 6/396

✏Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

http://www.aajkasawal.page.tl

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...