Thursday, June 1, 2017

AURAT KO HAIZ M.C. MAASIK, NIFAS AA JAYE TO KYA ROZAH BAAQI RAHEGA?

⭕AAJ KA SAWAL NUMBER 1029 ⭕

AURAT KO HAIZ M.C. MAASIK, NIFAS AA JAYE TO KYA ROZAH BAAQI RAHEGA?

HAMAL KI HALAT ME KHOON AA JAYE TO ROZAH KA KYA HUKM HAI. ?

🔵 AAJ KA JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

ROZAH KO TODNE WALI CHEEZON ME SE 1 HAIZ AUR NIFAS KA AA JAANA BHI HAI.

AUR JO KHOON AURAT KO HAMAL KI HALAT ME AAYE WOH BEEMARI KA KHOON HAI, JO ROZAH RAKHNE KE MANAFI NAHI HAI. LIHAZA HAMAL KI HALAT ME KHOON AANE KE BAVJOOD AURAT ROZAH RAKH SAKTI HAI.

📘FATAWA HAQQANIYA JILD 4 SAFA 157.

و اللہ اعلم

📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india

📱💻
http://www.aajkasawal.page.tl

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...