Wednesday, June 14, 2017

AETIKAF KA WAQT

*AETIKAF KA WAQT*

🔴AAJ KA SAWAL NO. 1042🔴

Sunnat iatikaf ka waqt kiya hai masnoon iatikaf kitno dino ka karna zarooree hai?

🔵JAWAB🔵

Ramzan mubarak ke ashrah e akheerah yani Aakhri das [10] rozon ka iatikaf sunnat hai.

(Huzoor SALALLAHU ALAIHI WASALLAM ne madine me aakar kabhi bhi nahi chhoda)

 Is ki shurooaat urdu 20 bis tareekh-roze ki guroobe aftaf ke waqt se hoti hai

(is sal 1438 hijri or 2017 me 16 Jun juma ke din guroobe aftab set pehle muatkif ko bethna zarooree hai)

aur eid ka chand deekhte hi iatikaf khatm ho jata hai.

chand chahe 29 untees ka ho ya 30 tees ka ho dono suraton me sunnat ada ho jati hai

📗[BAHISHTEE ZEWAR HISSA 11 SAFA 107 SE MAKHOOZ]

✏MUFTI IMRAN ISMAIL MEMON SURAT GUJRAT INDIA

http://www.aajkasawal.page.tl

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ЁЯФ╡JAWABЁЯФ╡ Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...