*MILL AUR KAARKHANO FACTORY PAR ZAKAT*
⭕AAJ KA SAWAL NUMBER 1030 ⭕
Mil aur kaarkhano ki machinery aur raw material ki zakat ka kya hukm hai ?
🔵 AAJ KA JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Kaarkhana aur mill ki imaarat aur machine vagera per zakaat Farz nahi, lekin usme Jo maal taiyyar hota he us per zakaat Farz he,
isi tarah Jo Khaam Maal ( Raw material ) Kaarkhane me samaan taiyyar karne ke liye rakha he, us per bhi zakaat Farz he,
📗 Durre Mukhtar, Shami,
📘Fiqhul ibadaat, 276
و اللہ اعلم
✏ HAQ KA DAYI ANSAAR AHMAD
📝Tasdeeq Mufti Imran Ismail Memon.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india
📱💻
http://www.aajkasawal.page.tl
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment