Friday, June 23, 2017

SADQAH E FITR KAB DEN

*SADQAH E FITR KAB DEN*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1051⭕

Sadqah e fitr kab dena chahiye?
ramzan me de sakte hai?

eid ke din nahi diya to kya hukm hai ?

حامدا و مصلیا و مسلما

🔵JAWAB🔵

Sadqah fitr eid ke din eidgah me jane se pehle dena chahiye.
Ramzan me bhi de sakte hai aur eid ke din nahi diya to muaaf nahi hota ab kisi bhi din de den.

📗MASAILE ROZA SAFA 186,189 SE MAKHOOZ

✏Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...