Monday, June 26, 2017

SHASH EID ROZE KAISE RAKHE?

*SHASH EID ROZE KAISE RAKHE?*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1054 ⭕

Shash eid ke 6 roze kab rakhna shurooa karna chahiye?

6 lagatar rakhna zarooree hai ya alag alag bhi chal sakte hai?

🔵JAWAB🔵

Pure sawwal ke maheene me kabhi bhi rakh sakte hai.

Alag alag-fasla kar ke rakhna behtar hai musalsal lagataar rakhna bhi makrooh nahi.

📗fatawa darul uloom 6/491 bahawala shami

✏Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India
http://www.aajkasawal.page.tl

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...