Monday, August 13, 2018

Zulhijjah ke 10 dino ki ibaadat ki fazilat*

*Zulhijjah ke 10 dino ki ibaadat ki fazilat*

⭕Aaj ka sawal no. 1445⭕

Zulhijjah ke 10 dino aur raat me ibadat ki koi khaas fazilat hai ?

Agar hai to hadis ki roshni me batane ki guzarish.

🔵Al Jawab🔵

Huzur ﷺ ne irshad farmaya: *koi din aisa nahin jin me ibaadat karna khuda ta'ala ko zilhajjah ke 10 dino ki (ibadat) se ziyadah pasand ho, (kyun ke) in me se har din ka rozah 1 saal ke rozah rakhne ke baraabar hai, aur har ek raat ka jaagna shabe qadr me jaagne ke baraabar hai.*

📗Tirmizi

و الله اعلم بالصواب

✏Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

📆29 zee qadah 1439 - 12/08/2018

📲💻
http://aajkasawal.page.tl

Download Android app
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...