Thursday, August 9, 2018

EK QURBANI SAB KI TARAF SE ADAA NAHIN HOTI

*EK QURBANI SAB KI TARAF SE ADAA NAHIN HOTI*

⭕AAJ KA SAWAL NO. 1441⭕

Ghar ke ek aadmi ki taraf se qurbani kare to sab ki taraf se qurbani adaa ho jayegi yaa nahin?
 
🔵Aaj ka Jawab🔵

Jiske zimme qurbani wajib hai woh apni taraf se qurbani kare, aur yeh samajhna ke ek bakra qurbani kar dene se poore ghar ka wajib adaa ho jayega yeh sahih nahin.

Jis jis ke zimme qurbani wajib hogi usko apni alag qurbani karna zaruri hoga.
 
📗Fatawa mahmudiya bi farq 17/312)

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti

🕌Ustad e Darul Uloom Rampura Surat Gujarat India

📆Islami tarikh 25 zee qadah 1439
08/08/2018

💻📲
http://aajkasawal.page.tl

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...