Friday, November 17, 2017

Namaaz Ki Takbeeraat-e-Inteqaalaat

*نماز کی تکبیراتِ انتقالات*

سوال: *نماز میں تکبیراتِ انتقالات کا صحیح وقت کیا ہے؟*

جواب:  *نماز میں تکبیراتِ انتقالات کا وقت ایک رکن سے دوسرے رکن کے درمیان کا ہے؛ لہٰذا دونوں رکنوں کے درمیان  اس طرح  تکبیر کہنا بہتر اور افضل ہے کہ پہلے رکن سے تکبیر شروع کرے اور دوسرے رکن میں پہنچ کر ختم کرے۔*
(مستفادازشامی:۱؍۴۹۷)

*Namaaz Ki Takbeeraat-e-Inteqaalaat*

Sawaal: *Namaaz Me Takbeeraat-e-Inteqaalaat Ka Sahi Waqt Kiya Hai?*

Jawaab: *Namaaz Me Takbeeraat-e-Inteqaalaat Ka Waqt Ek Rukn Se Dure Rukn Ke Darmiyaan Ka Hai; Lehaaza Donon Ruknon Ke Darmiyaan Is Tarah Takbeer Kehna  Behtar Aur Afzal Hai Keh Pehle Rukn Se Takbeer Shuroo Kare Aur Dusre Rukn Me Pohanch Kar Khatam Kare.*

📓 [Mustafaad Az Shaami:1/497]

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...