Wednesday, November 22, 2017

GUSAL KE BAAD WUZU*

*GUSAL KE BAAD WUZU*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1187⭕

Gusal me jo wuzu karte hai wohi wuzu namaz ke liye bhi chalega?

Nange hokar wuzu karne se ya wuzu ke baad satar kholne se wuzu makruh hoga?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Gusal ke wawt kiya huva  wuzu namaz ke miye bhi kaafi hai basharte wuzu ke baad koi aisi cheez paish na aayi ho jisse wuzu toot jaata hai isme satar khula huva hone se kuchh farq waqea nahin hota.

📗FATAWA USMANI 1/348
AGLATUL AWAM SAFA 45

و الله اعلم بالصواب

✏Mufti Imran Ismail Memon hanfi

🕌Ustaad e daarul uloom
Rampura surat, Gujarat, India

📲💻www. aajkasawal.Page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...