Wednesday, November 8, 2017

HUKOOMAT KE QANOON KI PABANDI

*HUKOOMAT KE QANOON KI PABANDI*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1173⭕
   
Bharat se chhup kar dusre mulk jaana ya dusre mulk se chhup kar Bharat me aane ka shareeat me kya hukm hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Hukoomat ke har jaiz qanoon ki pabandi lazim hai, khilafe qanoon karna jurm hai jis se izzat aur jaan ka khatrah hai jiski hifazat zaruri hai.

📗FATAWA MAHMOODIYAH 4/570 BAHAWALA
📕SHAMI 2/172,4/264 MAKTABAH SAEED

و الله اعلم بالصواب

✏Mufti Imran Ismail Memon hanfi chishti

🕌Ustaad e daarul uloom
Rampura surat, Gujarat, India

📲💻www.
aajkasawal.Page.tl

Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/bayanatpost

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...