EK ROZAH RAKHNE AUR BAGEIR SAHRI KE ROZAH KA HUKM
⭕AAJ KA SAWAL NO.807
AASHORAH KE ROZAH KI KYA FAZILAT HAI?
ROZAH KON SE DIN RAKHNA HAI?
EK ROZAH RAKH SAKTE HAIN?
BAGEIR SAHRI KA ROZAH RAKH SAKTE HAIN?
🔵Jawab🔵
AASHORAH KA ROZAH RAKHNE SE GUZISHTAH EK SAAL KE SAGEERAH GUNAH MUAAF HO JATE HAIN.
DO ROZE NA RAKH SAKTE HO TO EK ROZAH RAKHNA BHI JAIZ HAI. LEKIN MUNASIB NAHIN HAI. HAZRAT MAULANA MANZOOR NUAMANI R.A. FARMATE THE KE YAHOODIYON KI TARIKH KA TIME TEBLE AB ALAG HAI LIHAAZA AB MUSHABAHAT
KHARABI MERE KHAYAAL ME BAAQI NAHIN RAHI
EK ROZAH RAKH
BAGEIR SAHRI KE AASHORAH KA AUR NAFIL ROZAH RAKH SAKTE HAIN. LEKIN SAHRI KI SUNNAT CHHUT JAYEGI.
SUBAH SADIQ KE BA'AD ROZAH KO TODNEWALI CHEEZ PAISH NA AAYI HO TO ZAWAL SE PEHLE NIYTAT KAR SAKTE HAIN.
📗 FATAWA RAHEEMIYA AUR KITABUL FATAAWA

Mazkoorah surat me sirf nafl ashoorah ka roza ada hoga qaza roza ada na hoga lihaza koi ek hi niyyat kare.
>fatawa darul uloom qadeem 3/40 se makhooz
>Bahawala masaile roza 164
📝 Mufti Imran Ismail Memon.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
📱💻
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment