Sunday, October 30, 2016

DIWALI PAR MILNE JANA

DIWALI PAR MILNE JANA
AAJ KA SAWAL NO.827

mazhabi tahwaro me gairmuslimo se milne jana ya un ke naye saal ki mubarakbadi dena kesa hai?

AAJ KA JAWAB

ye milne jane se ya un ke naye sal ki mubarakbadi dene se unki  tahwaar aur rasam me ek tarah ki shirkat ho jati hai
lihaza haram hai.
Agar aesa karne ko achchha samjhta ho To kufr hai.

📗fatawa-mahmudiyah-19/573.
Bahawala fatawa qazeekhan
Sharhil fiqhil akbari se makhooz

✏  MUFTI IMRAN ISMAIL MEMON USTAZE DAROOL ULOOM RAMPURA SURAT

*SURAT RANDER ISLAMI JIMKHANE ME 3:11:16 BA ROZE JUMARAT ASAR SE ISHA HALATE HAZIRAH WA ISLAHE MUAASHARAH KE UNWAN PAR HAZRAT MAULANA SAIYYAD SALMAN NADWI SAHAB D.B.,*

*HAZRAT MAULANA ASRARUL QASMI MP*

*HAZRAT MUFTI MAHMOOD BARDOLI SAHAB D.B.AUR DEGAR GUJRAT KE BAHOT SE AKABIREEN WA ULAMAA TASHRIF LAYENGE LIHAZA IS MAVQE PAR GUJRAT ME REHNEWALE HAR FARD SE GUZARISH HAI KE SHIRKAT FARMAKAR APNI IMANI HARARAT AUR BEDARI KA SUBOOT PESH KAREN*

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...