Friday, October 21, 2016

BACHCHE KI PARWARISH KA HAQ

BACHCHE KI PARWARISH KA HAQ

⭕AAJ KA SAWAL NO.818⭕

miya bivi me talaq ho gai ya judai ho gai to god me Bachche ho us ki parwarish ka haq kis ko hai ? maa apni marzi se rakhe to kharcha kis ke zimme hai?

🔵JAWAB🔵

agar ladka hai to us ki parwarish ka haq 7 saal tak maa ko hai agar ladki hai to ladki ki parwarish ka haq 9 saal (balig hone) tak maa ko hai us se pehle maa se chhin nahi sakta us ke baad zabardasti bhi le sakta hai aur parwarish ka sara kharcha baap  hee ko dena padega. agar maa parwarish na kare to bachcha baap ko lena padega maa ko zabardasti nahi kar sakta.

📗DARSI BAHISHTI ZEWAR SAFA 400,401

📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📱💻*Update Islamic Group App..*

_Naye category add hue h alhamdulillah.._

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...