Monday, November 12, 2018

JALDI PAISE DENE PAR DISCOUNT DENE KI JAIZ SURAT

*JALDI PAISE DENE PAR DISCOUNT DENE KI JAIZ SURAT*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1544⭕

Muddat (time) ke badle me shartiya discount nahin de sakte lekin paise jald wausool karne ho to discount dene ki jaiz surat kya hogi?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Discount aur muddat ki shart lagaye bagair maal bech diya jaaye. len den hone ke baad kahaa jaaye ke aap itni muddat ke andar paise doge to me itna discount dunga agar us muddat me paise nahin doge to wohi qeemat deni hogi jis par hamara muaamla tay huva hai.

Yahan par jo discount dega woh muddat ke badle nahin hai kyun ke  yahaan to sire se muddat thi hi nahin.

📘JADEED MUAAMALAT KE SHARAEE AHKAAM 1/126 SE MAKHOOZ

📲💻

🌍 http://www.aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl

🌐Twitter:
https://goo.gl/szhij4
🌐Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
🌐YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌐Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...