*ITR (ATTAR) LAGAANE KA SUNNAT TARIQAH*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1549⭕
Itr lagane ka sunnat tariqah kya hai?
🔵JAWAB🔵
Itr (attar) ka lagaane ka sunnat tariqah yeh hai ke itr lekar use hatheli me ragade-male. Fir use darhi aur kapadon me lagaye.
📗 SUNANO AADAAB SAFA 59
📘BA HAWALA MAJMUA ZAWAID BABUB TEEBI BADAL WUZOO JILD 1 SAFA 22
HADEES NO.1233
Daayen (sidhe, right) haath se itr lekar baayen haath ki hatheli par daale, uske baad dono hatheli ko mal len, aur daayen (sidhe, right) taraf se lagana shuru karey hadees dayen taraf se har achchhe kaam ki shurooat karna sabit hai.
*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* :
09 RABIUL AWWAL 1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
📲💻
Naye msg ke liye
🌍 http://aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl
🌐Twitter:
https://goo.gl/szhij4
🌐Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
🌐YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌐Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment