Saturday, November 10, 2018

JALDI PAISE DENE KI SURAT ME DISCOUNT DENA

*JALDI PAISE DENE KI SURAT ME DISCOUNT DENA*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1542⭕

Tajir ne kahaa ke is maal ke paise ek mahine me adaa kar doge to 10% discount aur do mahine me adaa kiye to discount nahin melega to is tarah discount ka len den jaiz hai ya nahin ?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Puchhi huyi surat me discount milna na milna muddat (waqt) ke aewaz me hai ya'ani agar ek mahine me paise adaa karta hai to hi discount  milega to yeh muaamala durust nahin kyun ke ek mahine ke baad qeemat adaa na karne ki surat me discount khatm kar ke tajir jo qeemat lega woh muddat ke muqabale me hai jo shareeatan sood hai, isliye yeh muaamala jaiz nahin.

و الله اعلم بالصواب

📕JADEED MUAAMALAT KE SHAREEAHKAAM 1/126

📗AHSANUL FATAWA 7/180

📘KITABUL FATAWA 5/217

*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* :  2 RABEEUL AWWAL 1440 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
      Naye msg ke liye
🌍 http://www.aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl

🌐Twitter:
https://goo.gl/szhij4
🌐Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
🌐YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌐Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...