*SAFAR KE MAHINE KA GALAT MSG*
⭕ AAJ KA SAWAL NO.1513⭕
Social media par ek massage bahot ghum raha hai ke safar ke mahine me zamin per bahot aafat aur balaa utrati hai usse hifazat ke liye har farz namaz ke baad YA BASITU YA HAFIZU vagayrah, vagayrah itni itni baar padhe aur uska wird kare kya yeh hadees aur msg sahih hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Bahot tajjub hota hai, Huzoor SALALAHU ALAYHI WASALLAM ki nisbat kya huva msg bagair hawale ke maan liya jata hai aur fir use bila tahqeeq forwad bhi karna shurua kar dete hain yeh bahot hi darne ki cheez hai, yeh harkat jahannam me pahonchane wali hai, shareeat me koi ghadi, koi din, koi mahina manhoos ya na-mubarak nahin hai, lihaza yeh hadees manghadat aur jhuthi hai.
📗AHAM MASAIL 2/38 SE MAKHOOZ
و الله اعلم بالصواب
*ISLAMI TAREEKH* : 4 SAFARUL MUZAFFAR 1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India.
*WEB SITE*
Naye msg ke liye www.aajkasawal.in
purane aksar msg ke liye
Twitter:
https://goo.gl/szhij4
Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment