Wednesday, October 10, 2018

*GARBE, DAANDIYA, NAV-RATRI ME SHIRKAT

*GARBE, DAANDIYA, NAV-RATRI ME SHIRKAT*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1510⭕

Hinduon ke tyohaar garba (nav-ratri) me shirkat karna kaisa hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Nav-ratri Hinduon ka mazhabi tyohaar hai jisme woh amba devi ki murti ya tasweer ke tawaf (chakkar) lagaa kar uski pooja karte hain isme shirkat karna gairullah ko poojne ke baraabar gunah hai,  jo kufr aur sakht gunah hai,

Kaaba sharif ke alawah kisi bhi cheez ka tawaf jaiz nahin hai, kufr ke alawah music, gaana gaana ya sunna bad-nigahi, gairon ke saath tallukat wagairah kayi gunah me mubtala hone ka zariyah hai, lihaza is me shirkat iman barbaad karna aur haraam hai.

و الله اعلم بالصواب

*ISLAMI TAREEKH* : 1 SAFARUL MUZAFFAR MUHARRAMUL HARAAM 1440 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India.

📲💻
  *اَلْحَمْدُلِلّهِ. NAYI WEB SITE*
www. aajkasawal.in

Twitter:
https://goo.gl/szhij4

Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k

YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq

Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...