*FARZ E KIFAYAH*
⭕ AAJ KA SAWAL NO.1526⭕
Farz e kifaya kise kehte hain?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Farz e kifayah woh farz hai jiska karna har ek ke zimme zaruri na ho, balke poori basti me se kisi ek ke adaa karne se bhi poori basti ka zimma khatm ho jayega, lekin sawab us farz ke karne wale ko hi milega,
Agar poori basti me se kisi ne bhi us kaam ko nahin kiya to poori basti gunehgar hogi.
Jaise maiyyat ko gusl dena, janaze ki namaz padhna wagairah
📗UMDATUL FIQAH 1/125 SE MAKHOOZ
و الله اعلم بالصواب
*ISLAMI TAREEKH* :15 SAFARUL MUZAFFAR 1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India
*WEB SITE*
Naye msg ke liye
www. aajkasawal.in
Purane aksar msg ke liye
Twitter:
https://goo.gl/szhij4
Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment