Thursday, October 11, 2018

*AZAAN AUR IQAMAT KA HUKM

*AZAAN AUR IQAMAT KA HUKM*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1511⭕

Azaan aur iqamat ka kya hukm hai? kin namazon me kehni chahiye? ?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Azaan aur iqamat farz namaz ke liye sunnate muakaddah hai chahe namaz ada padh raha ho ya qaza, akela padh raha ho ya jama'at se albattah jama'at se qaza namaz masjid me padh raha ho to azan aur iqamat na kahe is me apne namaz chhodne ke gunah ka izhar hai, haan akela qaza padhe to itni aahista awaz se kahe ke sirf khud sun le.

📗MARAQIYUL FALAH BABUL AZAAN

و الله اعلم بالصواب

*ISLAMI TAREEKH* :2 SAFAR 1440 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India.

📲💻
  *اَلْحَمْدُلِلّهِ. NAYI WEB SITE*
www. aajkasawal.in

Twitter:
https://goo.gl/szhij4

Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k

YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq

Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...