*BANK KI QABZA (ZABT) KI HUYI GAADI KHARIDNA*
⭕ AAJ KA SAWAL NO.1502⭕
Agar kisi ne bank ke zariye gaadi kharidi, fir woh gareeb ho jaata hai bank ki raqam adaa nahin kar sakta to bank gaadi us se zabt kar leti hai aur jo raqam adaa nahin huyi utne me bech dwti hai, kya aisi gaadi kharidna jaiz hai?
Makaanat me bhi us qism ka muamala hota hai aise makaan kharidna jaiz hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Agar benk ka yeh tasarruf (ikhtiyar) hukoomat ki tayeed aur tauseeq (ijazat) se hai to kharidne ki wajah se milkiyat saabit hogi lekin is Qisam ki kharidi se aehtiyat baratni chahiye.
📗MAHMOODUL FATAWA 5/411
و الله اعلم بالصواب
*ISLAMI TAREEKH* :21 MUHARRAMUL HARAAM1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.
🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.
📲💻
*اَلْحَمْدُلِلّهِ. NAYI WEB SITE*
Twitter:
https://goo.gl/szhij4
Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌍 www.aajkasawal.in
Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment