PARWARISH
⭕AAJ KA SAWAL NO.585⭕
miya bivi me talaq ho gai ya judai ho gai to god me Bachche ho us ki parwarish ka haq kis ko hai ? maa apni marzi se rakhe to kharcha kis ke zimme hai?
🔵JAWAB🔵
agar ladka hai to us ki parwarish ka haq 7 saal tak maa ko hai agar ladki hai to ladki ki parwarish ka haq 9 saal tak maa ko hai us se pehle maa se chhin nahi sakta us ke baad zabardasti bhi le sakta hai aur parwarish ka sara kharcha baap hee ko dena padega. agar maa parwarish na kare to bachcha baap ko lena padega maa ko zabardasti nahi kar sakta.
📗DARSI BAHISHTI ZEWAR SAFA 400,401
✏IMRAN ISMAIL MEMON GUFIRAH LAHOO
USTAZE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
Humre Sabhi Sawal jawab Aur Bhi baht kuch Message pane Ke liyA Islamic GrouP Application download Kre.. 👇🏿
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment