Joote Pehan kar Namaze Janaza padhna,
⭕AAJ KA SAWAL NO.592⭕
Aaj kal baaz log Janaza ki Namaz joote pehne hue padhte he’n,unke liye zaruri he k wo jis jagah khade ho Wo jagah aur Joote dono paak ho ,varna unki Namaz nahi hogi ,
📗 Bahishti Gohar
Aur agar joota pair se nikaal diya jaye aur us per khade ho to sirf Joote ke ouper ka hissa Jo per se mila ho uska paak hona zaruri he, agarche talaa napaak ho ,neez is soorat me Wo zameen bhi napaak ho to koi harj nahi. lihaza juta nikalne kee surat aehtiyatwali hai
📘Bahishti Gohar, imdadul Ahkaam
📗Ahkaam e Mayyat,
📃. Safa no. 62
✏Haq ja Satee ansar ahmad
Hamre Sabhi Sawal jawab Aur Bhi baht kuch Message pane Ke liyA Islamic GrouP Application download Kre.. 👇🏿
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment