Wednesday, December 20, 2017

GHADI AUR CHASHME PAR GOLD PLETTING*

*GHADI AUR CHASHME PAR GOLD PLETTING*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1210⭕

Ghadi ya chasme par gold pletting ka isteamal jaiz hai ya nahi?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Agar sone ka patra chadhaya gaya ho us ka istiamal jaiz nahi aur sirf sone ka paani chadhaya gaya ho jo mustaqillan (alag) se hata kar juda na kiya ja sakta ho to gunjaish hai fir bhi bachna taqwa hai.

و الله اعلم بالصواب

MAHMOODUL FATAWA 6/571

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...