Wednesday, December 13, 2017

PARDAH KARNE KE LIYE KI UMR*

*PARDAH KARNE KE LIYE KI UMR*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1203⭕

Aurat ko pardah konsi umr se kon si umr tak karna chahiye?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Jab ladki sayaani (honshiyar, samajhdar) ho jaye ke uske andar aisa maddah (jazbat) paida ho jaye ke khud usko mard ki khahish hone lage ya mard ko uski khahish hone lage to woh pardah ke qabil hogi, fir saari umr pardah karegi kisi waqt bhi usko aazadi nahi ke be pardah hokar mardon me ghumti fire.

📗FATAWA MAHMOODIYAH JILD 19 SAFA 169

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...