Friday, February 5, 2016

GAIRULLAH (ALLAH KE ALAAVA)KI QASAM

GAIRULLAH (ALLAH KE ALAAVA)KI QASAM

⭕AAJ KA SAWAL NO.596⭕

MAA KI, BAP KI, BETEY KI, BHAI KI, RASOOLULLAH SALALLAHU ALAIHI WASALLAM KI, KAABAH KI,TERI QASAM WAGAIRAH ALLAH KE ALAWAH KI QASAM KHANE SE QASAM HO JATI HAI? TODNE SE KAFFARAH DENA PADEGA?

🔵JAWAB🔵

MAZKOORAH ALFAAZON SE QASAM MUAQID NAHIN HOTI HAI LEKIN GAIRULLAH KI QASAM KHANA BAHUT BADAA GUNAAH HAI IS SE BACHNA ZARURI HAI AUR AISI QASAM TODNE SE KAFFARAH BHI WAJIB NAHI HOTA.
📗
DARSI BAHISHTEE ZEWAR SAFA 415 SE MAKHOOZ
✏IMRAN ISMAIL MEMON GUFIRA LAHOO
USTAZE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA

📲Roman urdu me masail ke liye zaroor dekhe www.aajkasawal.page.tl
💻Hamre Sabhi Sawal jawab Aur Bhi baht kuch Message pane Ke liyA Islamic GrouP Application download Kre.. 👇🏿
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...