Saturday, December 3, 2016

AADHI (HALF) TASWEER AUR PUTLA (STATUE)

AADHI (HALF) TASWEER AUR PUTLA (STATUE)

⭕AAJ KA SAWAL NO. 861 ⭕

Putle aur tasweer ke haath aur pair na ho aur sirf sar ho to rakhne ki gunjaish hai ya nahin ?

🔵Jawab🔵

Haath pair na ho aur sirf sar ho to bhi woh putla aur tasweer jaandar ki ta'reef se khaarij nahi hogi,

kyun ke urf (samaaj) aur qanoon me pasport size ki tasweer ko bhi jandar ki tasweer samjhi jati hai.

lihaza jaiz nahi.

📗SHAMI ZAKARIYA 2/418 AUR
📘JAWAHIRUL FIQAH 3/170 TA 227 SE MAKHOOZ

📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

✅TASDEEQ MUFTI JUNED PALANPURI SAHAB

💻📱
http://www.aajkasawal.page.tl
💻📱
http://www.deeneemalumat.net
📱💻
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...