*HAATH PER MAHENDI LAGAANA*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1582⭕
Haath per mahendi lagaane ka aurton, mardon aur bachhon ka kya hukm hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Aurton ko haath aur pair per mahenndi lagaana sunnat hai, lekin tasweer na banaye,
Mardon ko bataure zeenat mahendi lagaana na-jaiz aur makrooh hai,
Na-balig bachchon ko bhi mahendi lagaana jaiz nahin, haan bataure ilaj dawai ke taur par lagaana jaiz hai.
📗BALON AUR NAKHOONO KE MASAI SSFA 43
و الله اعلم بالصواب
*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* : 12 RABEEUL AWWAL 1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
📲💻
Naye msg ke liye
🌍 http://www.aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl
🌐Twitter:
https://goo.gl/szhij4
🌐Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
🌐YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌐Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment