Thursday, December 13, 2018

BARAAT KA HUKM

*BARAAT KA HUKM*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1576 ⭕

Baraat ka shar'an kya hukm hai?

Kitne aadmi ko le jana chahiye?

Baraat kis tarah le jayen ke sunnat ke mutabiq nikah ho?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Baraat koi sharaee cheez nahin, naamo namood (dikhlawe) aur israaf se bachte huve chand log ladke ke saath chale jaayen aur nikah me shareek ho jayen.

📘KITABUN NAWAZIL 8\456

و الله اعلم بالصواب

*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* : 6 RABEEUL AWWAL 1440 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
      Naye msg ke liye
🌍 http://www.aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl

🌐Twitter:
https://goo.gl/szhij4
🌐Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
🌐YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌐Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...