Saturday, November 3, 2018

DIWALI ME SAFAI

*DIWALI ME SAFAI*

⭕AAJ.KA SAWAL NO.1536⭕

Diwali ke mavqea Par gair muslim ki dekha dekhi dukan Ya makan saf karna ya rang rogan karna kesa hai? /

AAJ KA JAWAB

Agar maqsood in ke mazhsb ki taazeem aur ronaq badhana Hai to na jaiz hai
Agar sirf safai aur zeenat maqsood ho to diwali se pehle mushabahat paye jane ki wajha se mana hai safai dewali baad kar le

📗fatawa mahmoodiyah 18/33 SE 35 SE 35 AUR HASHIYAH SE MAKHOOZ

📘Fatawa qazikhan 3/577,

📕Rasheediyah 8/155 se makhooz

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...