Wednesday, January 24, 2018

TOTA (PARROT), CHIDIYA (SPARROW), MACHHLI (FISH) PALNA

*TOTA (PARROT), CHIDIYA (SPARROW), MACHHLI (FISH) PALNA*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1244⭕

Tota, chidiya aur machhli palna aur unko pinjre ya fishpot me rakhna kaisa hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Bataure zeenat (show ke liye)  qaid me rakhna behtar nahin,
Haan maanus ho jaye aur bila qaid bhi rehne taiyar ho to koi haraj nahin,
Jaise ke kabutar ko pala jata hai aur woh bila qaid bhi rehte hain.

📗KITABUL FATAWA 6/270 SE MAKHOOZ

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...