KHAADIM YA PUJAARI SE JAANWAR KHARIDNA
⭕AAJ KA SAWAL NO. 762⭕
Jo jaanwar ghee, nariyal, peer, khawaja Ya kisi ahle qabr, ya murti aur boot ke naam par chadhaya gayaa ho, us jaanwar ko khaadim ya pujari se kharidna kaisa hai ?
🔵JAWAB🔵
Jo jaanwar Allah ke alawah ko khush karne, unse qareebi hasil karne ke liye kaat diya gayaa, ya koi cheez is niyyat se chadha di ho, woh bilkul murdar ke hukm me hai, uska kharidna, bechna ya zabah Kar ke khana haraam hai.
📚FATAWA AZEEZI MASAILE HAJ ME
SAFA 507
DURRE MUKHTAR 2/439
KITABUS SOM
BA HAWALA FATAWA MAHMODIYAH
📝 Mufti Imran Ismail Memon
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
📱💻Aaj Ka Sawal, Aaj ki Achchi Baat, Qur'an, Hadith in Hindi & Eng, Islamic Group ke Sabhi Text & Images, Deeni Masail Malumaat Karne Ke Liye Islamic Group Application download Kare.
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:
Post a Comment