*QURBANI ME HARAAM KAMAYI WALE KE SAATH HISSAH*
⭕Aaj ka sawal no. 1811⭕
Bade janwar me 7 hisse hote hain, un 7 logo me se kisi ek ka paisa agar haraam kamayi ka ho to kya baaqi ke 6 ki qurbani sahih hogi ?
🔵Jawab🔵
Is surat me baaqi ke 6 sharikon ki qurbani bhi sahih nahin hogi.
📗Ahsanul fatawa 7/503
MUFTI SALMAN MANSOORPURI AUR DZSRE MUFTIYANE KIRAAM KE KEHNA HAI KE SAB KI QURBANI IS SURAT ME BHI SAHEEH HO JAYEGI AUR IN KI DALEEL BHI MAZBOOT HAI.
📕 KITABUL NAWAZIL 22/ 334 SE 336 SE MAKHOOZ
*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* :
02 Zil Hijjah 1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
📲💻
🌍 http://aajkasawal.page.tl
🌍 http://aajkasawal.in
No comments:
Post a Comment