Thursday, October 18, 2018

AGAR KAYI MASJID KI AZAAN HO TO JAWAB KA HUKM

AGAR KAYI MASJID KI AZAAN HO TO JAWAB KA HUKM

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1516⭕

Agar kayi masjid ki azaan ek saath ya ek baad dusri sunayi deti ho to jawab konsi masjid ki azaan ka diya jaye?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Puchhi huyi surat me agar ek sath azan ki aawaz aati ho aur muhalle ki azan ko pehchanta ho to us ka jawab de aur ek baad dusri azan ho rahi ho to
*Pehli azan ka jawab de*
behtar yeh hai ke sab ka jawab de.

📗 SHAMI 2/70 ZAKARIYA

NOTE: PARSU KE MASLE ME AZAAN KE BA'AD NAMAZ PADHNA BEHTAR HAI ZARURI NAHIN AUR AZAAN SE PEHLE WAQT SHURUA HONE KE BAAD NAMAZ PADHNA JAIZ HAI.

و الله اعلم بالصواب

ISLAMI TAREEKH :8 SAFARUL MUZAFFAR 1440 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.

🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India

WEB SITE
Naye msg ke liye www.aajkasawal.in

Purane aksar msj ke liye
Twitter:
https://goo.gl/szhij4

Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k

YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq

Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...