Saturday, August 10, 2019

Qurbani ka janvar mar jaana

*Qurbani ka janvar mar jaana*

⭕Aaj ka sawal no.1818⭕

🅰Maal daar ne janvar kharida woh mar gaya to kya hukm hai ?

🅱Garib ne janvar kharida woh Mar gaya to kya hukm hai ???

🔵Jawab🔵

حامد و مصلیا و مسلما

🅰Maal daar ne janvar kharida woh mar gaya to us per dusra janwar kharidna aur qurbani karna zaruri hai...

🅱Garib ne janvar liya tha woh mar gaya to dusra qurbani karna zaruri nahin hai...

📘Kitabul masail..  2/222,225

و اللہ اعلم بالصواب

✒Molana Ibrahim Alyani sahab

✅Tasdik: Mufti Imran Ismail Memon Sahab

🕌Ustad e Darul Uloom Rampura Surat Gujarat India

09 zulhijjah 1440 Hijri

📲💻
http://aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...