Kya Aurten {FemaLs} Aapas Mai MusafahKar Saktii Hein, Aur Mu'aanaqah Kar SaktiiHein ?J A W A A BRasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WaasaLLam Ne Irshaad Farmaya :MusaLmaan Jab Bhii Aaps Mai MiLte Hein Aur Musaafah { Handshake} Karte Hein To ALag Hone Se PehLe Unke Gunah Mu'aaf Kar Diye Jaate Hein,Isii Liye Musafah {Handshake} Ke Masnoon Hone Par Ummat Ka Ijmaa Aur Ittifaaq Hai,RasooLuLLaah SaLLaLLahu Alayhi WasaLLam Ne Isme Mardon Aur Aurton Ki Koi Tafreeq Nahie Farmaai , Na Fuqahaa Ne Farq Kiya Hai, Is Liye Jaise Ek Mard Dusre Mard Se Musafah Aur Muaanaqah {Hug} Kar Sakta Hai, Usii Taraah Ek Aurat Ka Dusrii Aurat Se Bhii Musafah Aur Mu'aanaqah {Hug} Karna Sunnat Hai.WaLLaahu Ta'aaLa AaLam.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? 🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
🏏 *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? D...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? &...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment