DUPLICATE NOTE AA JAYE TO KESE CHALAYE?TIJARAT ME AGAR RUPYA PESA KHOTA AA JAYE TO KIYA KARE?JawabAgar maloom hai ke kis ke pas se aaya hai tab to usee ko de de.jis tarah bhi mumkin ho chahe batakar chahe chahe dhoka dekar (chupke se isliye ke ye haqeeqat me aapne haq ko hasil karna hai jo jaiz hai)agar maloom na ho to kisi aur ko dhoka dena jaiz nahi, batakar diya jaye chahe lenewala kam qeemat par le,yaagar kisi jaga us se zulman liya jaye to wahanbila bataye bhi dena durust hai.(jese baaz sarkari log ko jo bila rishwat kam nahi karte aur baz zulmi texes bharne me)Fatawa mahmoodiya dabhel 16/172bahawa dure mukhtar maa raddil muhtar
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? 🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
🏏 *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? D...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? &...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment