Thursday, January 3, 2019

Wali ki ijazat ke bagair nikah

*Wali ki ijazat ke bagair nikah*

⭕Aaj ka sawal number 1596⭕

Agar nek balig ladki ne badmaash ladke se,
ya musalman balig ladki ne nav muslim ladke se, apne wali ki ijazat ke bagair apni marzi se is tarah gair kufu-gair barabari me nikah kiya to kya nikah saheeh ho gaya ?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Mufta bihi qaul (woh qaul jis par fatwa diya gaya hai) ye hai ke aesa nikah saheeh nahi hoga,
han wali raazi ho jaye ya us ka koi wali hi na ho to nikah saheeh ho jayega.

📗FATAWA MAHMOODIYA 11/615
BA HAWALA SHAMI 3/84,94 MA

و الله اعلم بالصواب

*🌙🗓ISLAMI TAREEKH* :
25 RABIUL AAKHAR 1440 HIJRI

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

📲💻
      Naye msg ke liye
🌍 http://www.aajkasawal.in
🌍 http://aajkasawal.page.tl

🌐Twitter:
https://goo.gl/szhij4
🌐Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
🌐YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌐Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...